Emotional naat lyric
Kub gunahoon say kinara mein karoonga yaa Rab
Kub gunahoon say kinara mein karoonga yaa Rab
Naik kab aey mere Allah banoonga yaa Rab
Gar teray payaray ka jalwa na raha peshay nazar
Sakhtiyaa najat ki kiyun kar mein sahoonga yaa Rab
Haaye maamooli c garmi b sahi jaati nahin
Garmi hashr mai phir kaisay sahoonga yaa Rab
Afwa kar aour sada k liye raazi ho ja
Gar karam karday toh jannat mein rahoonga yaa Rab
Kaash har saal Madine he baharain dekhoon
Sabz Gunmbad ka b deedar karoonga yaa Rab
Thursday, 28 January 2016
Wednesday, 27 January 2016
Download Very Emotional Naat by Awais Raza Qadri
Naat lyric Habib-e-Khuda ka nazaara karoon mein
Habib-e-Khuda ka nazaara karoon meinDil-o-jaan un par nisaara karoon mein
Teri kakshe pa youn sanvara karoon mein
Ke palko se usko buhaara karoon mein
Mera deen-o-iman farishte jo puchein
Tumhari hi janib ishaara karoon mein
Yeh ek jaan kiya hai agar ho karoron
Tere naam par sab ko wara karoon mein
Tere naam par sar ko qurbaan karkay
Tere sar say sadqay utaara karoon mein
Mein kiyun ghair ki thokrein khane jaon
Tere dar se apna guzaara karoon mein
Dam-e-wapsi tak tere geet gaoon
Muhammad Muhammad (PBUH) Pukara karoon mein
Tera zikr lab par Khuda dil ke andar
Yuhin zindagani guzaara karoon mein
Khuda khair say laye wo din bhi Noori
Madine ki galiyan bulaara karoon mein
Tuesday, 26 January 2016
Lagiaan Ney Maujan Hunn Laayi Rakhin Sonya Free Download | Live Beautiful Naat by Muhammad Awais Raza Qadri
Punjabi naat lyric
Lagiaan Ney Maujan Hunn Laayi Rakhin Sonya
Changey aan k mandey aan nibhai rakhin sonya
Aaqa dey gulaman da mein adna ghulam aan
Loki kehnde khas mein tey aamaan tu v aam aan
Parda j paaya a te paayi rakhin sonya
Changey aan k mandey aan nibhai rakhin sonya
Hashar diharey jadoon amlaan to tolran
Sharm dey maarey mein tey kuj v nai bolna
Daman vich apney chupayi rakhein sonya
Changey aan k mandey aan nibhai rakhin sonya
Kissay nou mein apna dukhra sunaya nai
Tere baajoon kissey mainon seeney naal laaya nai
Seeney naal laaya a tey laaye rakhin sonya
Changey aan k mandey aan nibhai rakhin sonya
Naam tera ley k aaqa shaan mein v payi a
Teray hath door sayaan aapay tu charhai a
Charhi hui guddy nou charhai rakhein sonya
Changey aan k mandey aan nibhai rakhin sonya
Ziaa teri aal da bania ghulam a
Aeday naloon aour lena ki inam a
Banya ghulam hey banai rakhein sonaya

Hit Punjabi Qwwali by Nusrat Fateh Ali Khan | Download Free Qwwali Mein Nivan Mera Murshad Ucha میں نیوا میرا مرشد اچا
Best Sufiana Kalam (Qwwali) lyric
Mein Nivan Mera Murshad Ucha Uchian Dey Sung LaiSadqay janwan ainaan uchian toon jinhaan nivian naal nibai
Murshid dey darwazay uttay mohkam laiye jhookaan
Nivein nevain na yar banaiye waang kameenyan lokaan
Har mushkil di kunjy yaaro hath mardaan dey aae
Mard nazar karey jis veley mushkil rahey na kai
Jay vekhaan mein amlaan walley kuj naeen meray pallay
Jay vekhaan tery rehmat wallay ballay ballay ballay
Mali bagh di raakhi karda phal kachey hon ya pakkey
Peer muredaan de sir tey renda jhoote hon ya sachey
Mali da kam pani dena par par mashkan paway
Maalik da kam phal phul lana laway ya na laway
Le sajna asan toar nibai tey jaan ditti raah terey
Hashar deharey sharmaan tenoo parday kajj layeen meray
Toun beli tey sab jag beli tey ann beli v beli
Sajna baaj Muhammad Bakhsha sunji paye a haveli
Dushman marey tey khushi na kariye sajna v mar jana
Deegar tey din aya Muhammad tey oudak nou doob jana
Mein Nivan Mera Murshad Ucha Uchian Dey Sung Lai
Sadqay janwan ainaan uchian toon jinhaan nivian naal nibai
Sunday, 24 January 2016
Best emotional Kalam of Pir Syed Naseer ud Din Naseer of Golra Shareef Islamabad Free Download | Ik Mein He Nahi Un Par Qurban Zamana Hey
Lyric of naatia kalam in Urdu and English
Ik mein he nahi un par qurban zamana hey Lyrics
Ik mein he nahi un par qurban zamana heyJo Rabb e do aalam ka mehboob yagana hey
Ik mein he nahi un par qurban zamana hey
Kal pul say hamein jis nay khud paar lagana hey
Zahra (RA) ka woh Baba (PBUH) hey Hasnain (RA) ka Nana (PBUH) hey
Iss Hashmi Dulha per konain ko mein waroon
Jo husan o shumail mein yakta e zamana hey
Izzat say na marjayeen kyun naam e Muhammad (PBUH) par
Youn b kisi din hum ney duniya say tou jana hey
Yoon Shah e Madina ki mein pusht panahi mein
Kiya iski mujhe parwa dushman jo zamana hey
100 baar agar tauba tuti b to kiya hairat
Bakhshish ki riwayat mein toba to bahana hey
Mehroom e karam iss ko rakhay na sar e mehshar
Jesa hey Naseer aakhir sahil tou purana hey
Pur Noor si rahein hein gunmbad pay nigahein hey
Jalvay b anokhay hein manzar b suhana hey
Yeh keh kay dar e haq say le mout mein kuch mohlat
Milad ki aamad hey mehfal ko sajana hey
Aao dar e Zahra (RA) par phelayee huwe daman
Yeh nasal kareemon ki lajpal gharana hey
Qurban us aaqa per kal hashr k din jis nay
Iss ummat e aasi ko kamli mein chupana hey
Har waqt wo hein meri dunya e tassawar mein
Ae shouq kahin ab tou aana hey na jana hey
Hum kyun na kahein unsay rodad e alam apni
Jab unka kaha khud b Allah nay mana hey
Ik mein he nahi un par qurban zamana hey
Friday, 22 January 2016
Sufi Kalam Aukhay Paenday Lamian Nein Rahwan Ishaq Diyan Allah hoo | Sufi Singer Sain Zahoor | Harshdeep Kaur | Mandeep Kaur Machhiwarha
Best Sufi Kalam (poetry) of Bhullay Shah (RA) and song lyrics
Aukhay paenday lamian nein rahwan ishaq diyan
Dard jigar sakhat sazawaan nein ishaq diyan
Allah Ho Allah Ho Allah Ho
Phulan wargi jindari ishaq rulaa chad-da
Sar-e-bazar chaavay ishaq nacha chad-da
Hi kakh na chaddy dekh wafa ishaq dian
Aukhay paenday lamian nein rahwan ishaq diyan
Allah Ho Allah Ho Allah Ho
Sajna bajoo zaat safataan ishaq dian
Wakhri kulli din te ratan ishaq dian
Choda tabaq andar thawan ishaq dian
Aukhay paenday lamian nein rahwan ishaq diyan
Allah Ho Allah Ho Allah Ho
Ishaq di hasti masti yaar mita davay
Agg ishaq di aithay tohi jala davay
Bhullay wangoon nachawan taran ishaq dian
Aukhay paenday lamian nein rahwan ishaq diyan
Allah Ho Allah Ho Allah Ho
Mandeep Kaur Machhiwarha
Harshdeep Kaur
Wednesday, 20 January 2016
Download Free Naat Ya Mustafa Atta Ho
Beautiful Naat Lyric Ya Mustafa Atta Ho Phir Izan Hazri Ka
By Awais Raza Qadri
Ya Mustafa Atta Ho Phir Izan Hazri KaKar loon nazara ja kar phir Aapki gali ka
Ik baar phir dikha do ramzan mein Madina
Baishak bana lo Aaqa Mehman do ghari ka
Rota huwa phir aaun daag e jiger dikhaoon
Afsana phir sunaoon mein apni baybasi ka
Phir sabaz sabaz gumbad key daikh lun baharain
Ab izan de do Aaqa phir muj ko hazri ka
Dunya kay tajdaro tum say mujhay garaz kia
Mangta hun mein to mangta Sarkar key gali ka
Mezan mein sub kharay hein aamal tul rhay hein
Rukh lo bharam khudara Attar Qadri ka
یا مصطفے عطا ھو پھر ازان حاضری کا
کر لوں نظارا جا کر پھر آپکی گلی کا
کر لوں نظارا جا کر پھر آپکی گلی کا
اک بار پھر دکھا دو رمضان میں مدینہ
بیشک بنا لو آقا مہمان دو گھڑی کا
بیشک بنا لو آقا مہمان دو گھڑی کا
روتا ھوا پھر آوَں داغ جگر دکھاوَں
افسانہ پھر سناوَں میں اپنی بے بسی کا
افسانہ پھر سناوَں میں اپنی بے بسی کا
پھر سبز سبز گمبد کی دیکھ لوں بہاریں
اب ازان دے دو آقا پھر مجھ کو حاضری کا
اب ازان دے دو آقا پھر مجھ کو حاضری کا
دنیا کے تاجدارو تم سے مجھے غرض کیا
منگتا ھوں میں تو منگتا سکار کی گلی کا
منگتا ھوں میں تو منگتا سکار کی گلی کا
میزان میں سب کھڑے ہیں آمال تل رہے ہیں
رکھ لو بھرم خدارا عطار قادری کا
رکھ لو بھرم خدارا عطار قادری کا
Sunday, 10 January 2016
Tajdar e Haram hoo nigah e karam | Best Urdu Qwalli by Sabri Brothers
Qismat mein meri chain say jena likh dey
Dubey na kabhi mera safeena likh dey
Jannat to thikana hai maghar dunya mein
Aye Katib e Taqdeer Madina likh day
Dubey na kabhi mera safeena likh dey
Jannat to thikana hai maghar dunya mein
Aye Katib e Taqdeer Madina likh day
Tajdar e Haram ho nigah e karam
Hum ghareeboon k din b sanwar jayen gay
Tajdar e Haram ho nigaah e karam
Hami ye baikasan kia kahay ga jahan
Aap kay darr say khaly agar jayen gay
Tajdar e Haram ho nigaah e karam
Hum ghareeboon k din b sanwar jayen gay
Tajdar e Haram ho nigaah e karam
Hami ye baikasan kia kahay ga jahan
Aap kay darr say khaly agar jayen gay
Tajdar e Haram ho nigaah e karam
Chashmay rehmat ba khusha soohay malandazay nazar
Aie Qurashi lakabi Hashmi o Muttalabi
Tajdar e haram, ho nigaah e karam.
Tajdar e Haram ho nigaah e karam
Aie Qurashi lakabi Hashmi o Muttalabi
Tajdar e haram, ho nigaah e karam.
Tajdar e Haram ho nigaah e karam
Kia Tumsay kahoon ae Rab kay Kunwar
Tum janat ho mann ki battiyan
Dar furqat tou ae Ummi Laqab
Katay na katath hey ab rattiyan
Turi preet mein sudh bhud sab bisri
Kab tak ye rahay gi be khabari
Daah e ka pigan duzdi da nazar
Kabhi sunn b tou lo humri battiyan
Tajdar e Haram ho nigaah e karam
Tum janat ho mann ki battiyan
Dar furqat tou ae Ummi Laqab
Katay na katath hey ab rattiyan
Turi preet mein sudh bhud sab bisri
Kab tak ye rahay gi be khabari
Daah e ka pigan duzdi da nazar
Kabhi sunn b tou lo humri battiyan
Tajdar e Haram ho nigaah e karam
Koi apna nahi gham kay maray hein humm
Aap kay dar pay faryad layee hein hum
Ho Nigah e karam nigah e karam
Ho Nigah e karam warna choukhat pey humm
Aap ka naam ley ley key marjayein gey
Tajdar e Haram ho nigaah e karam
Ho Nigah e karam nigah e karam
Ho Nigah e karam warna choukhat pey humm
Aap ka naam ley ley key marjayein gey
Tajdar e Haram ho nigaah e karam
Mahkashoo aao aao madiney chalain
Chashmay saki a kousar sey piney chalain
Yaad rakhoo agar uth gai ikk nazar
Jitnay khaali hein sab jaam bhar jayein gey
Tajdar e Haram ho nigaah e karam
Chashmay saki a kousar sey piney chalain
Yaad rakhoo agar uth gai ikk nazar
Jitnay khaali hein sab jaam bhar jayein gey
Tajdar e Haram ho nigaah e karam
Khaufay toofan hey bijiliyoon ka hey dar
Sakhat mushkil hey Aaqa kidhar jayein hum
Aap hey gar na lein gey hamari khabar
Humm museebat key maray kidhar jayein gey
Tajdar e Haram ho nigaah e karam
Humm ghareeboon key din b sanwar jayein gey

Friday, 8 January 2016
Mae Ni Mein Kinnon Aakhan Best Punjabi Kaafi Download
Kaafi Kalam by Hamid Ali Belal - Best Punjabi Folk Music
Mae ni mein kinnon aakhan
Dard vichoray da haal ni
Tuvan thukhay mere murshad wala
Jaan phollan tann laal ni
Jungle belley phiran mein dhondendy
Ajey na payo laal ni
Dukkhan di rooti soolaan da saalan
Aaheen da baalan baal ni
Kahay Hussain Faqeer nemaana
Shoah milay taan thewan nihaal ni
Mae ni mein kinnon aakhan
Dard vichoray da haal ni
Mae ni mein kinnon aakhan
Dard vichoray da haal ni
Tuvan thukhay mere murshad wala
Jaan phollan tann laal ni
Jungle belley phiran mein dhondendy
Ajey na payo laal ni
Dukkhan di rooti soolaan da saalan
Aaheen da baalan baal ni
Kahay Hussain Faqeer nemaana
Shoah milay taan thewan nihaal ni
Mae ni mein kinnon aakhan
Dard vichoray da haal ni
Dhady Kojhi Kojhi Noon Koal Bithaya Saaian Song by Arif Lohar and Sanam Marvi
Mein dhady kojhi song lyric
Song by Arif Lohar and Sanam Marvi
Dhady kojhi, kojhi noon koal bithaya saaian
Kisay na jogi, jogi noon bannay laya ssaian
Kisay na jogi, jogi noon bannay laya ssaian
Mein sehra karhia, karhia ae teray naan da saaian
Sehra karhia, karhia o teray naan da saaian
Mein dam paria, paria o teray naan da saaian
Mein dam paria, paria o teray naan da saaian
Mein gudhari seeti, seeti ae apnay tan de saaian
Gudhari seeti, seeti ae apnay tan de saaian
Androon neeti, neetin ae apnay mann de saaian
Androon neeti, neetin ae apnay mann de saaian
Laalan wakhari, wakhari ae dheri saa ssa ssaian
Laalan wakhari, wakhari ae dheri saa ssa ssaian
Mein teri ho gai, ho gai mein aakhan ja ja saaian
O laalan walia saaian o shaana walia saaian
Laalan walia saaian o shaana walia saaian
Kalma parhia, parhia mein teray naan da saaian
Kalma parhia, parhia mein teray naan da saaian
Mein jevay chahian, chahian toon kar kay wakhaia saaian
Mein jevay chahian, chahian o kar kay wakhaia saaian

Thursday, 7 January 2016
Basa Huwa Hey Nabi Ka Diaar Aankhoon Mein | Beautiful Inspiring Urdu Naat Shareef Lyric
Basa huwa hey nabi ka diaar aankhoon mein
Sajaye bethaa hoon aik jalwa zaar aankhoon mein
Diar e Pak ka har manzar haseen o jamil
Rahey ga kaaba qaza yad gar aankhoon mein
Ata kia jo Madinay kay basyioon ney mujhey
Mehak raha hey ab tak wo piyar aankhon mein
Abb iss say barh ke koi surma aur kia ho ga
Samait laya hoon mein kuch ghubaar aankhon mein
Baghair dekhey Madina inhain nazar aaya
Hein munfarid meri aankhain haazar aankhoon mein
Tarap hey dil main Madinay ke jalva zaroon key
Aur intizar e safar beqarar aankhon mein
Sunaoon ga wo kahani Huzoor ko jaa kar
Chupaye baitha hoon jo ashkbaar aankhon mein
Hay aitimad b Iqbal ko shafa-at per
Saza ka khauf b hey gunahgar aankhoon mein

Subscribe to:
Posts (Atom)