Reh K Pardoon Mein Toh Jalwa Aara Huwa
Bas K Aankhon Mein Aankhoon Se Parda Kiya
Aankh Ka Pardah Pardah Huwa Aankh Ka
Band Aankhein Hui To Nazar Aaya Tou
Alla Hoo Alla Hoo Alla Hoo Alla Hoo
Alla Hoo Alla Hoo Alla Hoo Alla Hoo
Kaabah E Kaabah Hey Kaabah Dil Mera
Kaabah Pathar Ka Dil Jalwa Ga He Khuda
Ek Dil Par Hazaaroon Hi Kaabah Khuda
Kaabah E Jaan O Dil Kaabah Ki Aarazoo
Alla Hoo Alla Hoo Alla Hoo Alla Hoo
Alla Hoo Alla Hoo Alla Hoo Alla Hoo
Kaun Tha Jis Ne Subhani Farma Diya
Aur Maa Azam Shaani Kis Ne Kaha
Ba-Yazeed Aur Bustaam Mein Kaun Tha
Koub Ana-Al Haq Thi Mansoor Ki Guftagoo
Alla Hoo Alla Hoo Alla Hoo Alla Hoo
Alla Hoo Alla Hoo Alla Hoo Alla Hoo
Ya Elahi Dikha Humain Woh Din Bhi Tou
Aabe Zam Zam Se Kar Ke Haram Mein Wazu
Ba Adab Shouq Se Baith Kar Qibla Rooh
Mil Keh Hum Sub Kahein Yak Zubaan Hoo Bahoo
Alla Hoo Alla Hoo Alla Hoo Alla Hoo
Alla Hoo Alla Hoo Alla Hoo Alla Hoo
By author/
No comments:
Post a Comment