Bsa huwa hay Nabi Ka Diar Aankhoon Mein
Sajaye Baitha Hoon Eik Jalwa Zaar Aankhoon Mein
Dayyar-E-Paak Ka Har Manzar Haseen O Jamil
Rahey Ga Kaaba Qaza Yaad Agar Aankhoon Mein
Sumait Laya Hoon Mein Kuch Ghubar Aankhoon Mein
Bsa Huwa Hay Nabi Ka Dyyar Aankhoon Mein
Baghair Dekhey Madina Inhe Nazar Aaya
Hein Munfrid Meri Aankhen Hazaar Aankhoon Mein
Bsa Huwa Hay Nabi Ka Dyyar Aankhoon Mein
Tarrap Hay Dil Mein Madiney Ke Jalwa Zaroon Key
Aur Intizar E Safar Beqaraar Aankhon Mein
Bsa Huwa Hay Nabi Ka Dyyar Aankhoon Mein
Suna’onga Woh Kahani Hazoor Ko Ja Kar
Chupae Baitha Hoon Jo Ashkbar Aankhoon Mein
He Aitamaad Bhi Iqbal Ko Shifa'at Par
Saza Ka Khauf Bhi Hay Gunahgaar Aankhoon Mein
Bsa huwa hay Nabi Ka Diar Aankhoon Mein
Sajaye Baitha Hoon Eik Jalwa Zaar Aankhoon Mein
No comments:
Post a Comment