Sunday 14 February 2016

O Yaroo Mera Yaar Na Raha - Wonderful Tribute to Martyrs

Full emotional national song lyric tribute to the martyrs

Sub lay gia who aankh pa pani
Her aansoo ab yad who aay
Who mujh mein sedha chalta tha
Ab chalta hoon kamar jhukaye
Kia pochtay ho haal mera
Iss bap ka chain qarar na raha
Yaroo mera yaar na raha mera yar nar raha
O yaroo mera yaar na raha mera yar nar raha Mera yaar na raha

Jis matti mein wo khailta tha
Uss matti ko lout aaya hoon
Karaz wo poora chuka aaya khud
Saray yeh khawab bacha laya hoon

Kia pochtay ho haal mera
Iss bap ka chain qarar na raha
O yaroo mera yaar na raha mera yar nar raha Mera yaar na raha
O yaroo mera yaar na raha mera yar nar raha Mera yaar na raha


No comments:

Post a Comment