Khulaa hey sabi k liyeh bab e rehmat wahan koi rutbey mein adna na ala
Muradoon say daman nahin koi khali kitareen lagae khaday hein sawali
Mein pehley pehal jub Madiney gaya tha tou thi dil ki halat tadap janey wali
Wo darbar ab tou merey samney tha ab tak tasawar tha his ka khayali
Jo poocha hey tum ney k mein nazar karney ko kia lay gaya tha tou taqseem sunn lo
Halatoon ka ek haal ashkoon k moti, duroodoon k gajrey, salamoon ki dali
Mein ik haath say dil sanbhaley hoye tha aur doosrey mein roozey ki jali
Dua k liye haath uthtey b kaisay na ye haath khli na wo hath khali
Khulaa hay sabi k liyeh babe rehmat wahaan koi rutbay mein adna na aalaa
Muradon sey daaman nahen koi khali kitarin laga e khaday hein sawali
No comments:
Post a Comment