Kalam-e-Iqbal Lyric
Zamaney kay andaaz badley gaeyeNayaa raag hay saaz badlay gaeye
Zamaney kay andaaz badley gaeye
Nayaa raag hay saaz badlay gaeye
Khirrad ko ghulami say aazad kar
Jawanon ko peeron ka ustad kar
Zamaney kay andaaz badley gaye
Nayaa raag hay saaz badlay gaye
Jiggar sey wohi teer phir paar ker
Tamanna ko senoon mein baidaar ker
Jiggar say wohi teer phir paar ker
Tamanna ko senoon main baidaar kar
Jawanoon ko sozay jiggar bukhsh dey
Mera ishaq meri nazar bukhsh dey
Zamaney kay andaaz badley gaye
Nayaa raag hay saaz badlay gaye
Khiradd ko ghulaami say aazad ker
Jawanoon ko peeroon ka ustad kar
Zamaney kay andaaz badley gaye
Nayaa raag hay saaz badlay gaye
Pila dey mujhay woh meh pardah soaz
K aati nahin fasl i gul roze roze
Pila dey mujhay woh meh pardah soaz
K aati nahin fasl i gul roze roze
Woh meh jiss say roshan zameer e hayat
Woh meh jiss say hay masti i kainat masti e kainat
Zamaney kay andaaz badley gaye
Nayaa raag hay saaz badlay gaye
Zamaney kay andaaz badley gaye
Nayaa raag hay saaz badlay gaye
Khiradd ko ghulaami say aazad ker
Jawanoon ko peeroon ka ustad kar
Zamaney kay andaaz badley gaye
Nayaa raag hay saaz badlay gaye
Zamaney kay andaaz badley gaye
Nayaa raag hay saaz badlay gaye