Watan ki matti gawaaha rehnaa gawaaha rehnaa
Watan ki matti gawaaha rehnaa gawaaha rehnaa gawaaha rehnaaWatan ki matti azeem hay tou
Azeem tar hum bana rahay hein gawaaha rehna
Watan ki matti gawaaha rehna gawaaha rehna
Teray mughanni ki her sadaa mein teri he khushboo mehak rahi hay
Her aik sur mein her aik leh mein teri muhabat chamak rahi hay gawaaha rehna
Watan ki matti gawaaha rehna gawaaha rehna
Teri zamin k yeh chaand taaray ha jin ki aankhon mein piyar tera
Sadaqtoon k diyeh jala ker barha rahay hein waqar tera gawaaha rehna
Watan ki matti gawaaha rehna gawaaha rehna
Her ek dil mein teri lagan hay teri he jaanab her aikk nazar hay
Teri hifazat ka azm lay ker her ek apne mahaaz par hai gawaaha rehna
Watan ki matti gawaaha rehna gawaaha rehna
Watan ki matti azeem hay tou
Azeem tar hum bana rahay hein gawaaha rehna
Watan ki matti gawaaha rehna gawaaha rehna gawaaha rehna
No comments:
Post a Comment