Iss parcham kay saaey taley hum aik hein hum aik hein
Sanji apni khushian ho Sanjhi apni khushian aor gham aik hein hum aik hein
Iss parcham kay saaey taley hum aik hein hum aik hein
Aik chaman kay phool hein saray aik watan k taray ho aik watan kay taray
Aik samandar mein girtay hein sab daryaoon kay dharay sab daryaoon kay daray
Juda juda hein lehrein par hum aik hein hum aik hein
Sanji apni khushian ho
Sanjhi apni khushian aor gham aik hein hum aik hein
Iss parcham kay saaey taley hum aik hein hum aik hein
Aik he kashti kay hein musafar
Aik manzal kay rahi ho aik manzil kay rahi
Apni aan pay mitnay walay hum jaan baaz sipaahi hum jaan baaz sipahe
Bund muthi ki surat bahum hum aik hein hum aik hein
Sanji apni khushian ho
Sanjhi apni khushian aor gham aik hein hum aik hein
Iss parcham kay saaey taley hum aik hein hum aik hein
Pak watan ki izzat hum ko apni jaan say piyari ho apni jaan say piari
Apni shan hay iss kay dum say yeh hay aan hamaari yeh hay aan hamari
Apnay chaman may phool aur shubnam aik hein hum aik hein
Sanji apni khushian ho
Sanjhi apni khushian aor gham aik hein hum aik hein
Iss parcham kay saaey taley hum aik hein hum aik hein
Iss parcham kay saaey taley hum aik hein hum aik hein
No comments:
Post a Comment